Assalam o alaikum, friends! Mera scene yeh hai ke maine apna NayaPay limit cross kr diya hai, ab mujhe withdrawal krne me problem aa rhi hai. Phir maine customer support se contact kiya to unhone mujhe keh diya ke mujhe 3-4 working days wait krna hoga. Yaar, itni zidd thi kya? Main to soch rha tha ke NayaPay to swift transaction krta hai, lekin ab to phas gya hun. Koi yaar help kr sakta hai?