Assalam o alaikum friends, mera scene yeh hai ke maine Meezan Bank se withdrawal kra tha lekin ab tak amount mere account me nahi aya, phas gya hu yaar. Main ne bank ko call kiya to unho ne kaha ke technical issue hai, kab tak resolve ho jae ga? Koi meri help kr skta hai?