Yaar, mera scene yeh hai ke maine 5 din pehle international transfer kiya tha, lekin abhi tak amount credit nahi hua, phas gya hun. Bank walon se baat ki toh bolte hain 7-10 din lagte hain, lekin itna time kahan de sakta hun? Koi solution batao, guys!