Maine new account banaya tha aur welcome bonus ka Paisa double laga tha, but bonus code ka Wagering 10x tha aur maine samajha tha ki main 10 din use kar sakta hoon. Lekin abhi scene off hai aur bonus expire ho gaya. Koi tarika hai na ki main isse recover kar sakoon?