Bhai, main aapki tarah hi hoon. Mainne game ko restart karne ka koshish kiya tha, lekin kuch ni hua. Phir maine app ko update karne ka koshish kiya tha aur ab thoda sa theek hai. Main aapko recommend karta hoon ki aapko bhi app ko update karna chahiye.